Koi anchaha khwab in palko pe na cha jaye,
isi dar se nind ko gale nahin lagate hain...
Koshish karta hun har pal door jane ki,
yeh faasle aise hain ki ghatte hi jate hain...
Choo bhi na jae koi gum unko,
islye bewajah khud ko satate hain,
khud se bhi yeh chupa nahi pate,
unke lye har had paar kar jate hain...
Wada hai jb tak hun main,
is chehre se yeh hansi hatne na dunga,
yeh hasti mite to mit jaye,
teri khwahish toh puri karunga..
isi dar se nind ko gale nahin lagate hain...
Koshish karta hun har pal door jane ki,
yeh faasle aise hain ki ghatte hi jate hain...
Choo bhi na jae koi gum unko,
islye bewajah khud ko satate hain,
khud se bhi yeh chupa nahi pate,
unke lye har had paar kar jate hain...
Wada hai jb tak hun main,
is chehre se yeh hansi hatne na dunga,
yeh hasti mite to mit jaye,
teri khwahish toh puri karunga..
Khawabo mein aajkal ek ajab se mehfil hai,
ReplyDeleteTeri yaadoin se gheeri teri meritanhai hai,
Kash tumhe thoda waqt milta pni khushi mein se,
Toh humhe tum akele mein haste hua rotte dekhte.
© Jayant Kumar Baloch
Bahut khub likha hai anurag bhai. Thoda alfaaz bhi aur majboot kare jazbaat ke saath.