Hothon pe unka naam rakhkar hum nind k aagosh mein sama jate hain,hakikat kuch bhi ho..Khwab mein toh unhe pa hi jate hain,kitna pyar hai unse humein har baar unhe jatate hain,phr bhi na jane woh humein itna kyun satate hain,
wajah hogi kuch jo woh hamare pas bhi ane se darte hain,
yaron kuch toh baat hai unme jo hum unpe marte hain.,
mandir mein puja,
masjid mein sajda,
guru k samne ardas karte hain,
khush rahe woh jo khuda k aks sa hai,
jiske liye har lamha apna hum zayer karte hain..

No comments:
Post a Comment